DesiWayy ek local delivery service hai jo groceries, daily needs, fast food, clothes aur footwear aapke ghar tak fastest delivery ke saath pahuchata hai.
Q2. DesiWayy kin-kin areas me available hai?
Abhi hamari service limited hai sirf select pin codes me. Lekin hum apna network rapidly expand kar rahe hain.
Q3. Delivery kitne time me hoti hai?
Hum promise karte hain ki aapko 1 ghante ke andar delivery mil jaayegi (serviceable area ke andar).
Q4. Delivery charges kitne hote hain?
Delivery charge aapke order value aur distance ke hisaab se automatically calculate ho jaata hai checkout ke waqt.
Q5. Main order kaise place karu?
Aap hamari website pe apne favorite items select karke order kar sakte hain.
Q6. Kaun-kaun se payment methods available hain?
Cash on Delivery (COD) aur Online Payment (UPI, Debit/Credit Card, Wallets) dono available hain.
Q7. Agar product kharab ya galat aaya to kya hoga?
Food items aur groceries par return nahi hota, lekin agar product galat deliver hua hai to turant support team ko inform karein. Shoes aur clothing par 1 working day ke andar return/exchange ki facility hai.
Q8. Support ke liye kaise contact karein?
Aap hume email karein: desiwayyofficial@gmail.com ya call/WhatsApp karein: 7705883231.
Q9. Franchise kaise join karein?
Jald hi hum franchise program launch karne wale hain. Agar interested hain to support email par contact karein.
Q10. Future me kya plans hain?
DesiWayy ka goal hai ki har gaon aur chhote shahron tak fastest delivery service pahunchai jaaye.
Join our newletter and get 20% discount
This website uses cookies to ensure you get the best experience on our website.